Mohini mohini mohini mohini
Namskar namskar
Kahiye kya sunenge aap
Arey pehle yeh kahiye kaha thi aap
Mai mai kar rahi thi kisi ka intzaar
Kaun hai woh
Woh jisse karti hu pyaar hai
Aur jisse karati hu minnate
Baar baar kaise aise
Ding dong ding ding dong
Ding dong ding dong
Ding dong dong ding dong
Ek do tin chaar panch
Chhe saath aath nau
Dus gyarah barah tera
Ek do tin chaar panch
Chhe saath aath nau
Dus gyarah barah tera
Tera karu tera karu
Din gin ginke intzaar
Aaja piya aaye bahaar
Aaja piya aaye bahaar
Chaudah ko tera sandesha aaya
Pandraah ko aaunga yeh kehlaaya
Chaudah ko aaya na pandraah ko too
Tadpake mujhako tune kya paaya
Solha ko bhi solha ko bhi
Solha kiye the shingaar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karu din gin ginke intzaar
Aaja piya aaye bahaar
Ek do tin chaar panch
Chhe saath aath nau
Dus gyarah barah tera
Satraah ko samajhi sang tut gaya
Atharaah ko dil tut gaya
Ro ro gujaara maine saara unnis
Bis ko dil ke tukade huye bis
Phir bhi nahi phir bhi nahi
Dil se gaya tera pyaar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karu
Din gin ginke intzaar
Aaja piya aaye bahaar
Ek do tin chaar panch
Chhe saath aath nau
Dus gyarah barah tera
Ikkis biti bais gayi teiss
Gujari chaubis gayi
Pacchis chhabis ne mara
Mujhe biraha ke chakki me mai pis gayi
Din bas din bas mahine ke hai
Aur chaar aaja piya aaye bahaar
Tera karu din gin ginke intzaar
Aaja piya aaye bahaar
Ek do tin chaar panch
Chhe saath aath nau
Dus gyarah barah tera
Din bane hafte hafte mahine
Mahine ban gaye saal
Aake zara too dekh toh le
Kya huwa hai mera haal
Divaani dar dar me phirati
Hu na jiti hu na me marati hu
Tanhaayi ki raate sehati hu
Aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja ke din ginati rahati hu
Ek do tin chaar panch
Chhe saath aath nau
Dus gyarah barah tera
Ek do tin chaar panch
Chhe saath aath nau
Dus gyarah barah tera
Tera karu din gin ginke intzaar
Aaja piya aaye bahaar
Tera karu din gin ginke intzaar
Aaja piya aaye bahaar
Ek Do Teen Char was written by Javed Akhtar.