[Intro]
Meri Madhuri
Haathon may phoolon ka bahaar
Lagti maamuli zindagi tere bina
[Chorus]
Yeah, sab se larte huay hi samjhe
Duniya ban rahi daldal
Jalway, kabhi mere aansu nahi bachtay, uh
Kisi se nahi hum darte, yeah
Jism yeh thanday nahi partay
Qismat se khulay yeh pattay, khulay yeh pattay, khulay yeh pattay
[Verse]
Khuli hai subah yeh aankh
Lagi hai pyaas, karra mein shukar adaa
Kehna hai bara aasaan
Andheri yeh raat, batti jalaa kar aisa
Aisa dikhta hai mera pyaar, mera pyaar
Ab mein tera khuwab poora kar leta
Hum dou theek, ab tak neend aayi nahi
Zamanay hum dou saath
Guzaray hain naa meri jaan, meri jaan
[Chorus]
Yeah, sab se larte huay hi samjhe
Duniya ban rahi daldal
Jalway, kabhi mere aansu nahi bachtay, uh
Kisi se nahi hum darte, yeah
Jism yeh thanday nahi partay
Qismat se khulay yeh pattay, khulay yeh pattay, khulay yeh pattay
[Outro]
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh, khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay-khulay-khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh, khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh
Khulay yeh, khulay yeh
Drama was written by blal bloch.
Drama was produced by Talal Qureshi.
blal bloch released Drama on Fri Aug 01 2025.