Sez on the beat boy
[Chorus: Yungsta]
Launda Dilli ka mai nahi
Fir bhi Dilli poori jaanti hai
Jaanun naake jaanun battiyaan
Sadke Dilli ki naap di hai
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere baap ki hai (Yeah)
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere...
Ghanein teer maare
Khuley bhaley veervaar yo botal
Peechhe teen chaar hain chhore khade
Boxer hai kasute vo bouncer ne patak de ye
Bounce... bounce... bouncer ne patak de yu
[Verse 1: Calm]
Akhaade ka Kimbo slice
Mere lawde pe tere top five
Ni rookie ke bas ki Boss fight
Jab pakdu mic hu all might
Abey mujhe ni jaana kasol bhai
Hu club me mai chappal me lagu fly
Kaano me naam ek hi goonje to show me jab
Puche kya sunna to launde bas SM dohrayen
[Verse 2: Yungsta]
Ya kare chant poori taakat
Toh rage Karu stage pe, na chhoot'ti aadat
Mai ghar se dur toh baap bole
Baaki gharwaalon se bhi thoda haal-chaal poochh liya kar
Hu sahi disha par, mai aaya tha Dilli mei do hazaar barah mei
Karna tha rap tha College bahana
Main shukraguzaar hu jisne pehchaana
Aur jisne na mana kabhi unhe
[Verse 3: Calm]
Maaf Karu bawe nahi, kaam Karu baatei nahi
Ye kare shaq aur nahi, yaha jale gatte kayi
Hath seku betha sahi, yaha khele satte bhai
Yaha khade bande tight, reh khush pade chaate nahi
Yaar dene wala launde ko chaate tha maine roka ni
Toh laal hote haath pair kayi, bharu chaabi nahi
Karu maaf gustaakhi nahi, kon bola mein gaata nahi
Mere lund pe (aanh)
Koi mere jaisa nahi
Shaant rehna aata nahi paper aaye gazab (Haha)
Hai bhai tera kamata bahot
Udata sab mai ni deta fuck, ye ni beta luck
Mera pet aaye bahar, hu mein khaata sab
[Verse 4: Yungsta and Calm]
Hai batata waqt, jo karata rab
Jo likha tha sab, hai kaha tha sach
Mujhko toh apni kala ka
Tabse pata tha lakshya
Banaya jab kaamyabi, beat Calm ki thi
Mujhe rap khel lage saap seedhi
Dilli saamrajya meri thi rajneeti
Poori taakat guhaar ye kranti ki
Mujhe kaam kamana tha
Fir naam banana aur daam badhana tha
Jo bhi tha dil mein saaf batana tha
Ghar pe the lagne paise
Aur tha baap ka haath batana
Rapper chabana, katu katana se
Kakarot banke dikhana tha
Laundo ka pet bharke mujhe bhi khaana tha
Pohocha jaha saalo se jaana mein chahta tha
[Verse 5: Frappe Ash and Yungsta]
Ganda banda par maasum lagu chehre se
Kayarta bhi trip hai thodi time leti sawarne mein
Dafan jitna lalach usko dincharya mein dhalne de
Batiyane ko kuch nahi bacha hai, sab likh daala panno pe
Sola ka tha balak pehla show kiya jab Delhi mein
Pata tabse hum ek jaise khokhle dono andar se
Pitra baat karte mere ye gaane ke zariye se
Ye dard bane dawa, nasha daaru laata takleefe
Teeno aakhein tiki manzil pe hi meri
Karke baitha saare bandobast
Ye dhandha-pani bahot kutti cheez hai
Bhai aake isme kabhi faso mat
Umeed pe chalta ye sheher hai
Gareebi shraap toh usse tu dara kar
Baatu dawa-dard, laya churi kaata
Saath game karne aaya safachat
Tabhi photo-woto leta nahi zyada snap Karu barobar
Tha mein sadak par sard thi ye Dilli
Karna seekha maneuver
Na mein haara kabhi manobal
Poori taakat tere labon par
Hu mein Janam se hi kalakaar
Meri maa ne di thi dharohar
[Chorus: Yungsta]
Launda Dilli ka mai nahi
Fir bhi Dilli poori jaanti hai
Jaanun naake jaanun battiyaan
Sadke Dilli ki naap di hai
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere baap ki hai (Yeah)
Chalu Dilli mei jaise Dilli mere...
Ghanein teer maare
Khuley bhaley veervaar yo botal
Peechhe teen chaar hain chhore khade
Boxer hai kasute vo bouncer ne patak de ye
Bounce... bounce... bouncer ne patak de yu
Dilli was written by Yungsta & Calm & Frappe Ash.
Dilli was produced by Sez on the Beat.