Dil ki khamoshiyo se baat na kar
Dil ki khamoshiyo se baat na kar
Jindgi itne sawalaat na kar
Dil ki khamoshiyo se baat na kar
Dam ghuta jata hai in ghadiyo ka
Dam ghuta jata hai in ghadiyo ka
Beete lamho se mulakaat na kar
Jindgi itne sawalaat na kar
Dil ki khamoshiyo se baat na kar
Aashiyana to hai tinka tinka
Aashiyana to hai tinka tinka
Ispe angaaro ki barsaat na kar
Jindgi itne sawalaat na kar
Dil ki khamoshiyo se baat na kar
Fir kahin tis uthi seene me
Fir kahin tis uthi seene me
Dil ke jakhmo se koi baat na kar
Jindgi itne sawalaat na kar
Dil ki khamoshiyo se baat na kar
Waqt muzrim hai, waqt muzrim hai
Masiha ki tarah
Isko sharminda-e-halaat na kar
Jindgi itne sawalaat na kar
Dil ki khamoshiyo se baat na kar
Dil Ki Khamoshiyon Se was written by Sardar Anjum & Sumitra Lahiri.
Dil Ki Khamoshiyon Se was produced by Sumitra Lahiri.
A. Hariharan released Dil Ki Khamoshiyon Se on Thu Dec 01 1983.