DARR by AAKASH (Ft. DOGZ MUSIC)
DARR by AAKASH (Ft. DOGZ MUSIC)

DARR

AAKASH * Track #6 On Over Seas

DARR Lyrics

(Intro)

DOGZ

Iraade banale na vaade tu Kar
Sapno ko apne tu kaske pakad
Hosla tute magar hattna jaaye Nazar
Kadar hogi uski jisne Kiya sabar

(Hook) ×2

Fisla dega ye darr
Chalna ho ke nidarr
Jitna asli hustle
Utna meetha hai fal

(RAHUL RAAHI)

Pehle tha darr
Ab Marne ko raazi
Khaya hai thokar
Aur jhele saza bhi
Samjana tha mushkil
Ab palti hai baazi
Har lamha tha khush
Na kaam thi naarazi
Chota leher dheko bana samandar
Khelo Hawa se aur jhelo bhawandar
Jitna Hawa me tu utna zameen par reh
Terle nadiyo me aur poch tu samandar tak
Hai ghum tho mitane ka b dum hai
Hai ilaaj aur zakham ka marham b hai
Ki galti tho aati sharam b hai
Thode ghamand aur thode bharam b hai Saaf raasta Ab dhundte na manzile
Khuli aasma me jaise panchi me
Choti lage ab saare mujhe mushkile
Side hatt kyuki saat mere sarphire

(Hook)×2

(NEXUS)

Jo bhi hua beta Kal
Baato k beeche me fass ke na pal
Kab ayegi akal
Kab hoga tu safal
Kab Tak karega nakal
Dhek beta duniya ko dhyaan se
Jeb se nikal k khane vale be bahaut hai
Tere baate tujhe he tho roke
Tere baate tujhe he tho puche
Kitna khayega beta dhoke
Ab kiski baato me Kitna milega Sach
Jitna khodega beta utna milega dhan
Jeetna ghisega beta utna mitega ghum
Na milta mohka darwaze pe
Na aati swaad dusre k khane me
Aag bhi tho lagi hai seene me
Lena to chote tu feel le be

Mera haq ka mujhe kaane de
Manzil dhikne lagi kuve me
Assmano ko tho chune de
Sek le roti khud ke chule me

Haahh!!!

(Hook) ×2

(PAUL)

Jang hai haivan ki
Khud hi ko cheerte
Maqamaat pe chal pada
Sukoon ki khoj me
Saanso me kaid zehrile lafz
Saanso me kaid ye zehrile shabdh
Karmo ka khel me khuda se kya maafi
Jannat ke darbar me paise kis kaam ki
Jism ye havas tho kya faida uss pyaar ki
Dharam ke ladaai pe de nafrat ki shapit
Haah!!
Ladte girte fir bhi na samajhte
Ghamand pe khade ye
Shahaurat ke bhukke
Pardhe chupate ye andar ki soch
Kayaaron ki fauj
Zalim ye log
Sikha me insse
Kya hota jab na hota bharosa khudpe
Inaayat khuda ka
Atish ye kalam mera
Chitha bhi jali hai
Manzil ke khoj me

(Hook)×2

Feel le be feel le be

Mera haq ka mujhe khaane de

DARR Q&A

Who wrote DARR's ?

DARR was written by .

Who produced DARR's ?

DARR was produced by AAKASH.

When did AAKASH release DARR?

AAKASH released DARR on Fri Aug 30 2019.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com