Huh
Its complicated
Ego na samajhna issay
Ye log hein khaali jaali acting hun mein karta lekin
Hastay ooncha dikhana chahtay ye khushi ye is
Dunya k dunyaavi dunya mein na rehtay sukhi phir bhi
Nazar mjhe ata hai
Nasal parast na par jo niggah/nigga mein ata
To wo zabaan pe bhi ata hai
Bhai inka sada hai
Gaanon mein haraaami banta
Keep a 100 spit karta praimfaya/primefire tabhi
Hoja underground tera dil kala khoon ni
Jo bhi naam hai tere gaon ka ussay bhool ni
Garmi charri rehti mjhe bolo mjhe cool ni
Class aapkay bhai ki zaroorat ni hai school ki
Mein ne parha dunya hoti apna aqss hai
To phir tere mein aur mere mein kyun itna farq hai
Mein hun sunnaata baatein achi lagti hein jo tumhein
Par ye tu sunlay ye lafz tum pe karz hein
Chaaron paasay nazar aatay mjhe murda ya phir
Jeena nahi ata shayad jitna niklun baahir
Mjhe ye sab pasand ni
In k liye karta hun mеin fake
Koi hassad ni
Rap mera aag par wo hoti garam ni
Laga rehta chahay millay hatе
Koi sharam ni
Bina parda kudi hoti khet
Koi fassal ni
Yahan pe milay gi for sale
Charak dena jaani tel
Jalne dena is awaam ko haan
Mahawratan milana meri haan se haan
Tufaan se pehlay ka rakha mein ne kaam se kaam
KHUDA k naam mein ne hona kuch hi saal k baad
Toh RABBA deween tu saans
Tab tak ruswa na karein
Mjh mein koi baat na barri par
Ye log faisla karne waalay hotay hein kon
Mere mein aakar hai ya nahi
Huh
Circle chota lekin chotay mera aim strong
Bhai aap ka yahein khara baaqi saaray bhai/by gone
Banna chata acha insaan lekin
Meri technicalities ne mjhe banadia cyborg
Meri har aik bandi mjhe bolay behiss/bay hisss
Saanp na mein shaid tabhi banna chahta wise aur
Banna chata acha insaan lekin
Meri technicalities ne mjhe banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Tere liye aye kon/ICON
Chotay mjhe bhai bol
Kia mein jo bolta wo suntay ho tum
Kia meri tarha tum bhi rehta ho gum
Meri tarha kia tum sehtay ho yenn saaaray
Kehna ho chahtay par rehtay ho chup
Paraya karta khud ko khud se sunlay jaan lee
Waahh ye karte mjh ko shayar maantay
Ab bhi kehtay bhai ye mere saans le
Lekin meri kalakaari ki to bhaiyya pehlay thori daad de
Par mjhe idol na bana
Mein nahi butttt mere emaan ko na hila
Mera chalta hai kalam to RAB ka hai karam ye
Mehnat ka sila tu na bata
Kon hun mein bhullay/bullay Shah gird/shahgird mere
Zinda khaanay waalay saaray yahaan gidd kede
Aaap jesay log sirf note ginte hein
Mere jaye munday apnay din gin dene
Ye lenge naam mera jaane k baad
Jab mein na rahun ga to RABBA mere rakhein tu raaz
Jo mein na raha phone mera jiggar dena chupa
Aur bolein jhoot HASHIM hawass ka tha nahi ghulaam
Mein mustaqbil dekhun ye mera na haal
Mere maazi dunya aggay mein nu kita badnaam
Darun mout se mein kyun k sala na hun tyaar
Jo tu naraaz RABBA dunya mein hi dena saza
Chahiye thi izzat par ab shohrat ziada achi lagti kyun
Aya kaafi aagay jana chahta waapas par ab kia karun
Circle chota lekin chotay mera aim strong
Bhai aap ka yahein khara baaqi saaray bhai/by gone
Banna chata acha insaan lekin
Meri technicalities ne mjhe banadia cyborg
Meri har aik bandi mjhe bolay behiss/bay hisss
Saanp na mein shaid tabhi banna chahta wise aur
Banna chata acha insaan lekin
Meri technicalities ne mjhe banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Banadia cyborg
Tere liye aye kon/ICON
Chotay mjhe bhai bol
Cyborg was written by Hashim Nawaz.
Cyborg was produced by Moji.
Hashim Nawaz released Cyborg on Sun Jan 03 2021.