Amanat Ali & Ahmed Jehanzeb
Hina Nasrullah & Amanat Ali
Danny Zafar & Momina Mustehsan
Genius Romanizations
Ali Hamza & & Ali Sethi
Sayonee, Rahat Fateh Ali Khan & Ali Noor
Kaavish & Quratulain Baloch
Ali Zafar
Quratulain Baloch & Arieb Azhar & Akbar Ali
Sajjad Ali &
Aima Baig & Sahir Ali Bagga
Humera Channa &
Javed Bashir & & Akbar Ali
Farhan Saeed & Quratulain Baloch
Ali Zafar & Danny Zee
Ali Hamza & Nirmal Roy
Attaullah Esakhelvi &
Rahat Fateh Ali Khan
Jabbar Abbas & Umair Jaswal
Natasha Khan & Ali Zafar
Humera Arshad & Rachel Viccaji & Aima Baig
Momina Mustehsan &
Sajjad Ali
Shafqat Amanat Ali Khan
Ali Zafar & Ali Hamza & Strings
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora lahraaye hai

Chha rahi kaali ghaṭa
Sun ri koyal baanwari tu
Sun ri koyal baanwari tu kyoon malhaar gaaye hai
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora lahraaye hai
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora lahraaye hai
Suno na suno na
Dil ki to zubaan naheen magar ye bolta hai tum se jo
Poochh lo, poochho na
Ye dhaṛkanon mein kya chhupa raha hai, aa ke khud hi jaan lo
Main kaise karoon bayaan ki darmiyaan hijaab hain
Ki meri peehu peehu mein dard be-hisaab hain

Ay papeeha aa idhar main bhi saraapa dard hoon
Aam par kyoon jam raha hai main bhi to aisi zard hoon

Farq itna hai ki us mein
Farq itna hai ki us mein ras hai mujh mein haaye hai
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora lahraaye hai
Chha rahi kaali ghaṭa
Saare aazaaron se baṛh kar ‘ishq ka aazaar hai
Aafaton mein jaan o dil ka ḍaalna be-kaar hai
Be-wafa se dil laga kar
Be-wafa se dil laga kar kya koyi phal paaye hai
Chha rahi
Ay papeeha chup khuda ke waasite tu ho zara
Raat aadhi ho chuki hai ab tujhe kya ho gaya

Teri pi pi se papeeha
Teri pi pi se papeeha pi mujhe yaad aaye hai
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora lahraaye hai
Main kaise karoon bayaan ki darmiyaan hijaab hain
Ki meri peehu peehu mein dard be-hisaab hain
Main kaise karoon bayaan ki darmiyaan hijaab hain
Ki meri peehu peehu mein dard be-hisaab hain
Main kaise karoon bayaan ki darmiyaan hijaab hain
Ki meri peehu peehu mein dard be-hisaab hain
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora lahraaye hai
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora
Chaa Rahi Kali Ghata was produced by Strings & Coke Studio Pakistan.
Hina Nasrullah released Chaa Rahi Kali Ghata on Fri Aug 11 2017.