[Verse 1]
Yaad aata hai mujhe wo zamanaa
Jab tera dil tha mera thikana
Ab koi or rehta hai is dil main jis main tha ik din
Apni chahat kaa likhaa ik fasana
Itni bhi kiya thi majbooriyan?
Kaise main kahun ki tu ne kya kiya?
Waqt jo guzara meine tere bin
Wo bhool na sakaa
[Chorus]
Sun beqadra, beqadra, ik gal samjha de
Pyaar si kita ya laaye tu jhuthe laare?
Sun beqadra, beqadra, ik gal samjha de
Pyaar si kita ya laaye tu jhuthe laare?
[Verse 2]
Kehte hain hai ye dastoor-e-zamana
Jurm hai ishq main yun sataana (Yun sataana)
Tujh ko apna banaaya tha, dil main chupaaya tha, lekin
Phir kabhi bhi nahi aazmana
Ab jo mere dil mai hai wo tu nahi
Sun lay ab kahani jo hai ankahi
Kudiyan batheri, labh hor koi
Chhad de tu mari jaan
[Chorus]
Sun beqadra, beqadra, ik gal samjha de
Pyaar si kita yaa laaye tu jhuthe laare?
Sun beqadra, beqadra, ik gal samjha de
Pyaar si kita yaa laaye tu jhuthe laare?
[Outro]
Beqadra
Beqadra, beqadra
Sun beqadra
Beqadra was written by Haider Ali (Producer).
Beqadra was produced by Haider Ali (Producer).
Nehaal-naseem released Beqadra on Wed Jan 18 2023.