[Intro]
Ooh shit
[Chorus]
Rehta barkat mein
Rehta harkat mein
Rehta on the move
Nahi ruktay ye lamhay
Nahi ruktay ye lamhay
Nahi ruktay ye lamhay
Chalta jaata hai samaa
Nahi ruktay ye lamhay
[Verse 1]
Stayin' up
Thinking 'bout what I should do with these powers
Hanging up, on all of my doubters
Then sendin' them flowers
I'm like moisturizer
Smooth with the flow
Getting under your skin
I lust, I binge
And itch for things
I'm covered in sin
Baarish aati hai tou
Bastay hain chaman
Aik qatra dil pe gir jaye
Maslay houn khatam
Main baadlon se ooper
Jaisay main patang
Andheri raaton main
Bhi mein
[Chorus]
Rehta barkat mein
Rehta harkat mein
Rehta on the move
Nahi ruktay ye lamhay
Nahi ruktay ye lamhay
Nahi ruktay yе lamhay
Chalta jaata hai samaa
Nahi ruktay ye lamhay
[Verse 2]
Baatein kuch guzrein
Mеre sar ke ooper se
But ignorance is bliss
Mein rehta barkat main
Nangay pair ya chappal mein
Masjid main ya mandir mein
Girrtay zahir ke parday
Tou aik jaisay sab andar se
Kuch kehtay ham bandar thay
Kuch kehtay Darwin ki bhain
Sabki baatein sunta hoon
Main boloun sab meray L-
Chor
1, 2 ka 4
4, 2 ka king
Main number one
Shuba na shak
Akkar bakkar sa chakkar hai
Darasal assi te har velay 100
Sar kitti jedi vi choti
O lagdee hun chotee
Pharaan ge pori
Te pori jithay khatam
Othay par nikal aangay
Jinna di sardi
Onna nu sorry
Ke main nai sorry
Microphone pe Rozeo?
Teri honi
Roop main kuch
Aur asal main phony
Ye roop badlein fori
Bhari mera scene
Jaisay rait ki hai bori
[Bridge]
Kehta tha wo shair
Tha wo geedar
Ab aya hai asal shair
[Chorus]
Rehta barkat mein
Rehta harkat mein
Rehta on the move
Nahi ruktay ye lamhay
Nahi ruktay ye lamhay
Nahi ruktay ye lamhay
Chalta jaata hai samaa
Nahi ruktay ye
[Outro]
Khata tha wo khichri
Peeta tha wo paani
Meray sarhanay
Mainay uraya
Wapis na aya
Ullu ka patha
ZINDABAD
Barkat was written by Rozeo.
Barkat was produced by Adeel Tahir & Rozeo.