Ayyy Teray Bin is the first ever Dancehall track in the Urdu language.
“Ayyy” is a fictional character in Salar’s storyline and represents a ‘fun’ and ‘loving’ female personality.
Rahay honge teray laakh deewanay re
Meray jaisa nahin ek zamanay mein
Koi aake iss dheet ko samjha de
Jub tu naache iss beat pe to haye
Ayyy Mujhko Aaram Aata Nahin
Bus ek hee dua hai
Teray bin jeena nahin
Zindagi main ab hulchul hooi
Bus teri kummi thi
Teray bin jeena nahin
Teray bin maine jeena nahin
Mujhe karde tu apnay kareeb
Yeh haath thaam aur le chal kahin
Nahin lagti hai ab koi kummi
Mera haath thaam aur le chal kahin
Kitni dunya hai
Teray bin jeena nahin
Aise na tum mujhe tarpao
Kabhi akele mein milnay aoo
Phir dil ki tum taar bajao
Thora jungli to ho ke dikhao
Teray peeche peeche jitnay lagay khenche khenche jub woh tujhse poochay poochay to batao
Mujhko kehte deewana tera
Ayyy Mujhko Aaram Aata Nahin
Bus ek hee dua hai
Teray bin jeena nahin
Zindagi mein ab hulchul hooi
Bus teri kummi thi
Teray bin jeena nahin
Teray bin main jeena nahin
Mujhe karde tu apnay kareeb
Yeh haath thaam aur le chal kahin
Nahin lagti hai ab to kummi
Haan mera haath thaam le chal kahin
Dil zid pe phussa hai
Teray bin jeena nahin
Teray bin maine jeena nahin
Mujhe karde tu apnay kareeb
Mera haath tham aur le chal kahin
Nahin lagti hai ab koi kummi
Teray bin maine jeena nahin
Mujhe karde tu apnay kareeb
Mera haath tham aur le chal kahin
Nahin lagti hai ab koi kummi
Teray bin teray bin maine jeena nahin
Ayyy Mujhko Aaram Aata Nahin
Bus ek hee dua hai
Teray bin jeena nahin
Meri aankhon mein dekh to sahee
Ab tu bhi bata de
Meray bin jeena nahin
Meray bin tunay jeena nahin
Ayyy Teray Bin was written by Salar Shamas.
Ayyy Teray Bin was produced by Mantra.
Salar Shamas released Ayyy Teray Bin on Sun Dec 10 2017.