Download "Afsaana-e-Dehshat"

Afsaana-e-Dehshat by Sunny Khan Durrani (Ft. Sunny Khan Durrani)

Release Date
Thu Nov 07 2019

Afsaana-e-Dehshat Lyrics

Mujhe mitaanay ko yahan khari puri foaj hai
Takraen leher ba leher, jese daryaa ki moaj hai
Ye chahain meri laash ko tairtaa wa dekhnaa aur
Me hath paon maarun jese tairnay ka shoq hai
Har ik Fir'oun sochay daryaa ko ye paar karlain
Aur phir ye reh jaen bas ibrat ka nishaan bankay
Apni jagah gawaa dain, Zindagi se haath dholain, kar ra inki baat sochain betha me injeel kholay
Khauff zada lagain jese jese me qadam lun
Ye maangain jo haq, inke haath me kaffan dun
Me fun se daffan karun ghark kitne funkaar
Fun inka lutff, shughal, bekaar
Internet ke waar, mehsoos ni hote
Mujhse us din karna baat jab tu koi apna khaas khoday
Chotay ye bachay inhe baat karna sikhaa dia
Us din ke naachain jab se qallam hai thamaa dia
Ab galiyon me bhaagain, chain chain ye shor karain
Chandd ik lagaa do to jhatt se ye ro parain
Qallam tera kam tarr, Zameer tera cheekhay
Tabhi leta saharay, Hiphop pk
Raaz se tere waakif, basss me chup hun
Hisaab bhi hoga pura bas is baar mil tu
Fame ke liye tuney apne hi dost dassay
Dost tere sochain tu mahaan haha waswasay
Aik yahan pe betha hua chars ke nashay me
Sochay ke wo top pe mujhe lagta wo sadmay me
Dhoonta hai bachay Nishaana banaane ko
Sneak diss kare kahe nahi wo tu nahi bro
Aik idhar chup ke peeth peechay waar karay
Dusra khoday khadday mun pe aake mera bhai banay
Rakho tum saare bhai chaara apni jaib me
Kia Thelaa me name drop us Landay ke drake ne
Phir jab mene pucha ke ye kya scene hai?
Tu bhai sahab bolay, It was another Sunny, man!!
Phir khud hi batae han wo teri hi baat thi
Ye puphian hain rap ki, inki aik zubaan nahi
Confrontational to core and I'll stand at your doorstep
Ulti baat bol, Pura jisam tera torr dun
6 foot ka gadha khodun, phenkun tujhe andar
Teri maa ke qadmon me garhun, dedun tujhay Jannat
Sabar zer lab ho aur kahay jiggar phaar de
Me kahun yaar bachay hai sabar
Qabbar zer lab ho aur kahay Bhai gaarhde
Me kahun yaar bachay hai Qabbar

Betha hua yahan chatt pe me leke nishaanay
Afsos tahay dil se ke uthenge janaazay
Par kya karun sabar mera khattam hai
Kya karu
Na khatam hote bharam hain
Kharay hojao chowk me baant raha hun moat
Bakhs deta par mujhe pasand log doobay hue khof me
Afsaana e Dehshat
Likha jabse sach mujhe izzat dete Ghair sab

Qabbar hai kal ki
Sabbar kinaaray pe
Doghlay hain chup
Saray kharay hain nishaanay pe
Inke mere beech me kharay hain mere apne
Warna Khudaa ki qasam ke ye zinda nahi bachnay
Laashon ke dhair aglay chowk me jamaa hon
Logo ko bhi wehem sochain Eid ul Azha ho
Baap ke saath dafnaaya andar ka shetaan bhi
Nafal parh shukraanay ke Sunny wo hevaan nai
Warna to aik ka sar pathar se rondhaa tha
Aaj bhi maloom nai wo zinda ya murdaa tha
Chor usse kheton me tanhaa wahan pe
Dunya ke har bully ki yehi sazaa hai
Tere bachon ki foaj to aik din bari hojaani
Mere qallam ka kya karega wo to hai la faani hai
Marnay ke baad dunya ne rok rok ke
Deke misaalain meri yaad dilaani hai
Yaad hai wo Sunny, insaani khaal me jo bheryaa
Tofaan ishaaron se karta tha barpaa
Wo jis se khofzada bethay the saaray
Wo jisne Rap me Ta qayaamat jhanday gaarhay

Ye rappers sab ghaleez thook ke ye chaattay hain
Inhe me kya bolun ye to apne pattay kaattay hain
Khud dete galiyan phir khud hi collab karte
Itne ye meesne apne lafzon pe ye, back karte
Yahan sab se upar kon, ye competition banta nai
Hiphop hai ye tum gully boy fans ka gulli danda nai
Ye chaap wo chaap phir best hone ka bhais oro
Chaap ke kamae fans inhe Hip-Hop ka himesh bolo

Rappers kab tak maaren bars ke ye doosron se achay
Bohemia ab bhi papa ab bhi honey ke bachay

Bantay ye sher hain nashay me ye choor hain

Aajae KDM se call, bhaagain kalaa peeche chor ke

Bikaau hain ye saare jese sasta bazaar ye
Rappers ye jaali, Kuch jumlon ki maar hain
Jab tum Jaante ni Chen ko tabse Nadir mera bhai tha
Tum sab sa behis na dhundu rishto me faida
Adaalat me main betha laru saalon ke muqadme
Aur tum karo ge batain jo do din pehle jamay?
I don't even have to get my hands dirty
Got some people who can send me smiling selfie with your dead body

Abid brohi ab bhi khafa betha Sepma awards par
Ke bola khula aam mene ye sab Haramkhor
Award se tere masla nai khush reh tu moaj kar
Par tera mid Yorker gana jeeta sab ko chor kar
Wahan Waasta Dear Zainab tha, Log Kya Kahenge bhi
Jeeta kon, ye Bohemia ka wannabe

Promote karne ko inko shuru kia show tha
Aur phir ye kutta aake mujhpe hi bhonkaa
Ye kachray me maar ke mun chaatne me khush the
In kutton ko di haddi ye bhi mera hi kasoor tha

Bhool gaya the Ke ye sab namak haraam hai
Bhool gaya lagtay inke eemaa ke daam

Jo producers ki, goadon me, bithaa dete behnain
Beta wo aake phir baatain ni yetay
Aur jisse ye me bol raha jaanta wo kon hai
Qallam bhi bolay in kam zarfon ko roll day
Thi teri ye koshish tujhse behtar na koi Bol sake

Sneak diss isse kehte ke koi mun bhi na khol sake

Raza Qadir Madarzaat lagae rape ke ilzaam mujhpe
Ye haraami me halaal karke kardun phir hazaar tukray
Khuli dhamki hai ye beta chup maa ki goad me
Koshish karke dekh ye Hewaaan tujhe khol de

Kuch comedians sochain dede meri supaari
Kyunke dunyaa ko unki sachaai dikhaadi
Koi nahi bachay tu thora sabar kar
Phertay hain teri bhi khul ke barbaadi

Tum abhi jawaan ho meme banao khush raho
Dur raho is gandh se tabhi ho samajhdaar
Kya karna, dekh ke, phansi pe latkay kalakaar

Har rapper bina sochay samjhay yahan bolrahA
Aam aadmi shopping cart ni footpath pe hai so ra

Gawaahi ko chowr, teri chori ke saboot pare
Tu tera producer insta comments Tak mehdood rahe
Tu doghla shuru se aur wo jo tere saath bhi Khabbarnaama si album bana to karlainge baat bhi...

Afsaana-e-Dehshat Q&A

Who wrote Afsaana-e-Dehshat's ?

Afsaana-e-Dehshat was written by Sunny Khan Durrani.

Who produced Afsaana-e-Dehshat's ?

Afsaana-e-Dehshat was produced by Sunny Khan Durrani.

When did Sunny Khan Durrani release Afsaana-e-Dehshat?

Sunny Khan Durrani released Afsaana-e-Dehshat on Thu Nov 07 2019.

Your Gateway to High-Quality MP3, FLAC and Lyrics
DownloadMP3FLAC.com