[Verse]
Chor mere [?]
Dekh na yahan aur nahin
O mere [?]
Duur main wahan
Aur mere sawaal ka jawaab do
Pukaar he awaaz do
Kiska kusoor he
Kyun kushiyan mujh se duur he
Mere dil main kyun nahin he aarzoo
Aarzoo
[Chorus]
Kho gaye he hum tum kahan
Ho gaye kyun bezabaan
Bhoolain se nahin phir milain
Dhoondte kabhi jo nishaan
Zindagi se roothe
Aansoon main doobain
Duur he kahan
Kahan
[Verse]
Bol sang [?] yaare
Dekh tu yahan chori teri
Hai mere [?]
Duur tu wahan
Kese tere sawaal ka jawaab doon
Kahaan hoon main
Kahaan he tu
Kesa ye shor he
Tere dil main kyun ye chor he
Is jiwan ki nahin he aarzoo
Aarzoo
[Chorus]
Kho gaye he hum tum kahan
Ho gaye kyun bezabaan
Bhoolain se nahin phir milain
Dhoondte kabhi jo nishaan
Zindagi se roothe
Aansoon main doobain
Hum he kahan
Kahan
[Bridge]
Phul jainge woh yaad sab hi
Woh rangoon se sajhi howi
Dunya thi kabhi
Jaane kyun
Ab sogaye mere chaand aur taare
Hum khogaye
Hum haare
[Chorus]
Kho gaye he hum tum kahan
Ho gaye kyun bezabaan
Bhoolain se nahin phir milain
Dhoonde te kabhi jo nishaan
Kho gaye he hum tum kahan
Ho gaye kyun bezabaan
Bhoolain se nahin phir milain
Dhoondte kabhi jo nishaan
Zindagi se roothe
Aansoon main doobain
Hum he kahan
Kahan