[Chorus]
Samane ye kaun aaya? dil mein huyi hulchal
Dekh ke bas ek hi jalak ho gaye ham pagal

[Post-Chorus]
Are, baatein-mulakaatein humse bhi to hogi
Are, humse ghulenge wo aaj nahi to kal

[Instrumental-break]
[Verse 1]
Rehna hain yaha to, dono hain jawan to
Bhala dur kaise rahenge?
Maana wo hasin hai par, to hum bhi kam nahi hain
Wo magrur kaise rahenge?
Rehna hain yaha to, dono hain jawan to
Bhala dur kaise rahenge>
Maana wo hasin hai par, to hum bhi kam nahi hain
Wo magrur kaise rahenge?
[Chorus]
Samane ye kaun aaya? dil mein huyi hulchal
Dekh ke bas ek hi jalak ho gaye ham pagal
[Instrumental-break]
[Verse 2]
Aankhon hi aankhon mein, baaton hi baaton mein
Kabhi jan-pehchan hogi
Sun lo ye kahani, hasina ek anjani
Kisi din meharban hogi
Aankhon hi aankhon mein, baaton hi baaton mein
Kabhi jan-pehchan hogi
Sun lo ye kahani, hasina ek anjani
Kisi din meharban hogi
[Chorus]
Samane ye kaun aaya? dil mein huyi hulchal
Dekh ke bas ek hi jalak ho gaye ham pagal
[Post-Chorus]
Are, baatein-mulakaatein humse bhi to hogi
Are, humse ghulenge wo aaj nahi to kal
Samane ye kaun aaya? dil mein huyi hulchal
Dekh ke bas ek hi jalak ho gaye ham pagal
Samne Ye Kaun Aya was written by Anand Bakshi.
Samne Ye Kaun Aya was produced by R.D. Burman.
Kishore Kumar released Samne Ye Kaun Aya on Sat Jan 01 1972.