Zohaib Kazi & Ali Hamza
Natasha Baig &
Lucky, Naghma & Jimmy Khan
Young Desi & Lyari Underground
Shamu Bai & Rachel Viccaji & Ariana & Amrina & Haniya Aslam
Krewella, Riaz Qadri & Ghulam Ali Qadri
Asrar & Attaullah Esakhelvi
Zarsanga & Khumariyaan & Gul Panra
Ali Azmat & Abida Parveen
Sahir Ali Bagga & Momina Mustehsan
Attaullah Esakhelvi
Fareed Ayaz & Abu Muhammad
Shuja Haider & Aima Baig
Sahir Ali Bagga & Aima Baig
The Sketches & &
Sounds of Kolachi
Hassan Jahangir & Gul Panra
Ali Azmat & Riaz Qadri &
Shuja Haider
Aima Baig & Abrar Ul Haq
Khumariyaan
Abida Parveen
Ali Sethi & Quratulain Baloch
Asrar & Shamu Bai & Vishnu
Bilal Khan & Mishal Khawaja
Mughal-E-Funk
Ahad Raza Mir & Momina Mustehsan
One Nation, One Spirit, One Sound – celebrating unity in diversity!
Coke Studio proudly presents: a song FOR the people of Pakistan, BY the people of Pakistan!
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Lazim hai ke hum bhi dekhenge
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Wo din ke jis ka wada hai
Jo lauh-e-azl mein likha hai
Hum Dekhenge
Hum bhi dekhenge
Hum bhi dekhenge
Jab zulm-o-sitam ke koh-e-garan
Rooi ki tarha ur jaenge
Hum Dekhenge
Hum mehkoomon ke paaon tale
Ye dharti dhar dhar dharkegi
Aur ahl-e-hakam ke sar oopar
Jab bijli kar kar karkegi
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Bas naam rahega Allah ka
Jo ghayib bhi hai hazir bhi
Jo manzar bhi hai nazir bhi
Utthega an-al-haq ka nara
Utthega an-al-haq ka nara
Jo main bhi hoon, aur tum bhi ho
Aur raaj karegi khalq-e-Khuda
Jo main bhi hoon aur tum bhi ho
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge
Hum Dekhenge was written by Faiz Ahmed Faiz.
Hum Dekhenge was produced by Ali Hamza & Zohaib Kazi & Coke Studio Pakistan.
Zohaib Kazi released Hum Dekhenge on Sun Jul 22 2018.